Is package mein zairen Pakistan se Iran air travel ke zariye rawana honge. Iran pohanchne ke baad tamam
Is package mein zairen Pakistan se Iran air travel ke zariye rawana honge. Iran pohanchne ke baad tamam muqaddas maqamat ki ziyarat, rehaish, transport aur karwan ki rehnumai ke sath roohani safar mukammal kiya jayega. Wapsi Iran se Pakistan road journey ke zariye hogi.
Yeh package un zairen ke liye design kiya gaya hai jo Iran tak safar mein air travel ki sahoolat aur wapsi mein road journey ka intekhab karna chahte hain.